Friday, March 2, 2012

IS CHEHRE SE NAZAR NA HATE TOH IN AAKHO KA KYA KASUR ...


Is chehre se nazar na hate toh in aakho ka kya kasur ..
Banane waale ko dosh do jisne apni khudai k katre se aapko banaya ..
Jinki ungliyo se ye tasveer bani un hatho ka kya kasur ..
Us lamhe ko dosh do jisne meri aakho ko is chehre ka didar karwaya ..

3 comments:

  1. *thumbs up* :)

    ...us lamhe ka kya dosh, jisne aapko unka dedaar karwaya...
    kasoor to unki zulfon ka tha, jinki jhokon ke sath atkheliyon ne, unki khushboo ka ehsaas karaya..
    kasoor to unke aanchal ka tha,jisne sust muskaan aur neend ka pyaara khel darshaaya..
    kasoor to unki hasi ka tha, jiske aage aapne saason, dhadkano ko jhukaya..
    kasoor to un nigaahon ka tha, jinhone dil ko chukar chupi, anjaani hasratoon se aapko rubaru karwaya..
    aapko apka hi ek naya chehra dikhaya..

    ReplyDelete